शनिवार, 28 अप्रैल 2018

Whatsapp New Feature 2018 | Whatsapp Data Download Option - Details in Hindi

WhatsApp Messenger के बारे में तो सब जानते ही है, दुनिया का सबसे ज़्यादा इस्तेमाल किये जाने वाला Instant Message Sender App में कुछ नया अपडेट हुआ है. हालाँकि ये अपडेट फेसबुक और इंस्टाग्राम में पहले से ही है, इसलिए ये अपडेट  व्हाट्सप्प में भी आ गया है. अब आप फेसबुक की तरह  व्हात्सप्प में भी अपने डेटा को डाउनलोड कर सकते है.

२५ माई को यूरोपीयन डाटा प्राइवेसी रूल लागू हो रहा है इसलिए उसके चलते  व्हाट्सप्प ने ये फीचर दिया. अब फेसबुक की तरह आप व्हाट्सप्प में भी अपना डेटा डाउनलोड कर सकेंगे जो वो व्हाट्सप्प आपके मोबाइल से कलेक्ट करता है. ये सिर्फ एउरोपियन कन्ट्रीज के लिए ही नहीं बल्कि सभी कन्ट्रीज में लागू हो रहा है.

आपने फेसबुक और इंस्टाग्राम में अपना कलेक्ट किया हुआ डेटा डाउनलोड करके देखा होगा तो उसमे आपको आपके फोटोज, प्रोफाइल फोटो, कॉन्टेक्ट्स, चाटस आदि जैसे चीज़े मिली होंगी. ठीक वैसे ही अब आप व्हाट्सप्प के द्वारा अपना कलेक्ट किया हुआ डेटा डाउनलोड कर सकते है. उसमें भी आपको अपने कॉन्टेक्ट्स, फोटोज और भी बहुत कुछ मिलेगा जो व्हात्सप्प आपके मोबाइल से कलेक्ट करता है
Whatsapp Data Download Option
Whatsapp New Feature 2018

डाटा को डाउनलोड कैसे करेंगे ?

सबसे पहले आपको प्ले स्टोर पे जाके अपना व्हाट्सप्प अपडेट करना होगा. फिर आपको सेटिंग में जाके अकाउंट पर टैप करना होगा. यहाँ आपको रिक्वेस्ट अकाउंट इन्फो ऑप्शन दिखेगा. उसपे आपको क्लिक करना है. जैसे ही आप क्लिक करेंगे तो रिक्वेस्ट सेंत ऑप्शन दिखेगा. इस्पे क्लिक करते ही आपकी डेटा डाउनलोड करने की रिक्वेस्ट सेंड हो जायेगी.

रिक्वेस्ट सेंड करने के बाद आपको तीन दिन का इन्तजार करना होगा. जैसे ही आपके डाटा की रिपोर्ट तैयार हो जायेगी तो आपको एक नोटिफिकेशन आ जाएगा. फिर आप जाके डाउनलोड कर पाएंगे. डाउनलोड फाइल  ज़िप फाइल होगी. इसे आप ज़िप एक्सट्रक्टर से एक्सट्रेक्ट करके अपने डेटा को देख सकेंगे.

अगर आपको इससे लेकर कुछ सवाल है तो आप जल्दी से नीचे कमेंट करके पूछ सकते है


सोमवार, 9 अप्रैल 2018

Motorola Smartphones Sale On Amazon - Details in Hindi

Motorola ke in smartphones par 5 hazaar ki छूट...
Motorola ki 45th Anniversary par Shopping Website Amazon ne sale start ki hai, isme motorola ke popular smartphones par छूट di jaa rhi hai. Is sale me Moto 5, Moto G5S, Moto G5 Plus, Moto G5s plua और Moto Z2 play shaamil hai. 
Motorola Smartphones Sale On Amazon
Motorola Smartphones Sale On Amazon


Is sale me Moto G5s par rs 5,000 ki छूट mil rahi hai, yaani aap isko abhi 9,999 me kharid sakte hai. Is smartphone ki EMI rs 475/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (3.5 out of 5 stars) hai. Isme aapko milta hai 5.2 inch ka HD Display, Qualcomm Snapdragon 430 Octa Core processor, 4 GB RAM aur 32 GB internal storage (exp. upto 128GB) ke saath aur bhi bahut saare features milte hai.

Is sale me Moto G5 ki kimat par Amazon 33% discount de raha hai jiske baad ye smartphone 8,384 rs me available hai. Is smartphone pe EMI rs 399/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (3.4 out of 5 stars) hai. ye smartphone two colors me available hai - Lunar Gray aur Fine Gold.  Is smartphone me aapko 3GB RAM, 16 GB internal memory, Qualcomm Snapdragon 430  Octa Core processor, 5 inches Full HD Display, aur bhi aache features aapko milte hai.

Isme Moto G5 Plus ko aap 9990 rs me kharid sakte hai. Iss smartphone ki asli kimat vaise to 15,999 rs hai lekin Amazon pe ye phone 38% discount me mil raha hai. Is smartphone pe EMI rs 475/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (2 out of 5 stars) hai. Moto G5S Plus ki asal kimat 16.999 rs hai jise ab is sale me aap 14,999 rs me kharid sakte hai.  Vahi agar Motorola Mid Range Smartphone ' Moto Z2 Play' ki baat kare to iss smartphone par bhi छूट mil rahi hai. Amazon India ki website par iski asal kimat 27,999 rs hai, lekin abhi is sale me app ise 20,999 me kharid sakte hai.

Amazon ki iss sale me Discount ke saath-saath kayi offers aur bhi diye jaa rahe hai. Inme exchange offer bhi hai jisme aap apna puraana smartphone exchange karke 12,398 rs  ka discount mil sakta hai. Iske alaawal kayi smartphones par bank offers bhi mil rahe hai.

Note : - In smartphone ki price site par apko kuch alag bhi mil sakti hai kyki sales ki kimaate kabhi bhi badal sakti hai. Aap Amazon India  ki websites par jaake ya mobile app ke jariye apna manpasand smartphone kharid sakte hai. Aap hamari di hui mobiles ki links pe click karke bhi sidha unki websites par jaake mobiles ko kharid sakte hai.  

शनिवार, 7 अप्रैल 2018

Mobile Phone Sale on Flipkart & Amazon | Smartphones Sales in India 2018 - Details in Hindi

Mobile Phone Sale on Flipkart & Amazon.........

Amazon aur Flipkart par in smartphones par mil rahi ye deals. Aaj ham kuch ese smartphones ke baare me bta rahe hai jin par ye dono online e-commerce websites aache offers de rahi hai. Agar aap apne liye ek naya smartphone kharidna chahte hai to Amazon aur Flipkart par mil rahi ye deals ka faayeda utha sakte hai Inme se kuch smartphones par aache discount mil rahe rhe hai aur kuch par aache bank offers mil rahe hai.
Mobile Phone Sale on Flipkart & Amazon
Mobile Phone Sale on Flipkart & Amazon

Infinix Hot S3 - Iss smartphone ki asli kimat vaise to 11,999 rs hai lekin flipkart pe ye phone 8% discount me mil raha hai. Is smartphone pe EMI rs 534/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Flipkart par (4.1 out of 5 stars) hai. Agar Bank offer ki baat kare to iss phone par extra 5% off hai agar aap Axis Bank Buzz Credit Card use karke payment karte hai to. Is smartphone me aapko 4GB RAM, 64 GB internal memory ( expand upto 128 GB), QualComm Snapdragon 430 MSM8937 Processor, 5.65 inches HD Display, 20 MP Front Camera, aur bhi aache features aapko milte hai.

Honor 8 Pro - Iss smartphone ki kimat par Amazon 23% discount de raha hai jiske baad ye smartphone 22,999 rs me available hai. Is smartphone pe EMI rs 1093/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (4.2 out of 5 stars) hai. Is smartphone me aapko 6GB RAM, 128 GB internal memory, Kirin 960 Octa Core Processor, 5.7 inches 2K Display, 12 MP + 12 MP Dual  Rear Camera, Fast Charging Technology, Fingerprint Sensor, aur bhi aache features aapko milte hai.

Honor 8 Lite - Iss smartphone ki kimat par Amazon 41% discount de raha hai jiske baad ye smartphone 11,265 rs me available hai. Is smartphone pe EMI rs 536/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (4 out of 5 stars) hai. Is smartphone me aapko 4GB RAM, 64 GB internal memory, Kirin 655 Octa Core CPU, 5.2 inches Full HD Display, 3000 mAh Battery, aur bhi aache features aapko milte hai.

Smartron t phone p - Iss smartphone ki kimat par Flipkart 23% discount de raha hai jiske baad ye smartphone 7,999 rs me available hai. Is smartphone pe No Cost EMI rs 2,667/month se shuru hai. Is smartphone ki rating flipkart par (4 out of 5 stars) hai. Is smartphone me aapko 3GB RAM, 32 GB internal memory ( expand upto 128 GB), QualComm Snapdragon 435 Octa Core Processor, 5.2 inches Full HD Display, OTG reverse charging supprot, aur bhi aache features aapko milte hai.  

Mi Max 2 - Iss smartphone ki asli kimat vaise to 14,999 rs hai lekin Amazon pe ye phone 7% discount me mil raha hai. Is smartphone pe EMI rs 666/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (4.3 out of 5 stars) hai. Is smartphone me aapko 4GB RAM, 32 /64 GB internal memory ( expand upto 128 GB), 6.44 inches IPS LCD Display, 5300 mAh Battery, aur bhi aache features aapko milte hai.

Asus Zenfone 3s Max - Iss smartphone ki alsi kimat 14,999 rs hai lekin flipkart par abhi ye 8,999 rs me mil raha hai. Iss smartphone ko rs 437/month ki EMI par kharida jaa sakta hai.Ye smartphone 3 GB RAM aur 32 GB storage ke saath aata hai aur iski storage ko 2TB tak baraya jaa sakta hai. Isme 13 MP ka Rear Camera aur 8 MP ka Front camera maujood hai. Is smartphone ki rating Flipkart par (4 out of 5 stars) hai.
Smartphones Sales in India 2018
Mobile Phone Sale on Flipkart & Amazon | Smartphones Sales in India 2018 - Details in Hindi

Iske aalawa aur bhi smartphones ki sale Flipkart aur Amazon par chal rahi hai. Aap inki websites par jaake dekh sakte hai.

Note : - In smartphone ki price site par apko kuch alag bhi mil sakti hai kyki sales ki kimaate kabhi bhi badal sakti hai. Aap Amazon India aur Flipkart ki websites par jaake ya mobile app ke jariye apna manpasand smartphone kharid sakte hai. Aap hamari di hui mobiles ki links pe click karke bhi sidha unki websites par jaake mobiles ko kharid sakte hai.  

LG Smartphones Sale On Amazon 2018 - Details in Hindi

LG Smartphones Sale On Amazon 2018........

Amazon par saste me bik rahe ye LG Smartphones. South Korean Company LG ke smartphones ki Amazon par sale chal rahi hai. Is sale me LG V30+, G6, Q6 aur Q6+ par छूट chal rahi hai. Amazon par in smartphones pe 50% off tak ki sale chal rahi hai. Ye kaha nahi jaa sakta ki sale kab tak chlegi. LG की ई-कॉमर्स साइट अमेज़न इंडिया पर LG मोबाइल डेज़ सेल.......
LG Smartphones Sale On Amazon 2018
LG Smartphones Sale On Amazon 2018



LG G6 ko yaha 28,990 rs me kharida jaa sakta hai. Iski asal kimat 55,000 rs hai. Is smartphone ko 'No Cost EMI' option ke saath kharida jaa sakta hai. Is smartphone ki EMI rs 1378/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (4 out of 5 stars) hai. Isme aapko milta hai 5.7 inch ka HD Display, Qualcomm Snapdragon 821 processor aur 4 GB RAM ke saath aur bhi bahut saare features milte hai.

LG V30+ ki baat kare to iski price abhi Amazon par 44,990 rs hai. Vaise iski asal kimat 60,000 rs hai. Is smartphone ko bhi 'No Cost EMI' option ke saath kharida jaa sakta hai. Is smartphone ko abhi khridne par aapko Free LG Tone Headset bhi diya jaaayega.  Is smartphone pe EMI rs 2139/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (4.2 out of 5 stars) hai. Isme aapko 4GB RAM, 128 GB internal memory, fingerprint sensor, QualComm Snapdragon 825 Octa Core Processor aur bhi aache features aapko milte hai.
LG Smartphones Sale On Amazon 2018
LG Smartphones Sale On Amazon 2018

LG Q6 aur LG Q6+ dono smartphones bhi is sale me hai. LG Q6 ki baat kare to iski price abhi Amazon par 11,490 rs hai. Vaise iski asal kimat 16,990 rs hai. Is smartphone ko bhi 'No Cost EMI' option ke saath kharida jaa sakta hai. Is smartphone pe EMI rs 546/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (3.5 out of 5 stars) hai. Isme aapko 3GB RAM, 32 GB internal memory ( expand upto 2 TB), QualComm Snapdragon 435 Octa Core Processor, 5.5 inches Display aur bhi aache features aapko milte hai.

Vahi LG Q6 + ki baat kare to iski price abhi Amazon par 16,205 rs hai. Vaise iski asal kimat 19,990 rs hai. Is smartphone pe EMI rs 770/month se shuru hai. Is smartphone ki rating Amazon par (3.8 out of 5 stars) hai. Isme aapko 4GB RAM, 64 GB internal memory ( expand upto 2 TB), QualComm Snapdragon 435 Octa Core Processor, Adreno 505 GPU ,5.5 inches Display aur bhi aache features aapko milte hai.

Aap Amazon India Ki Website par jaake ya App Download karke in LG Mobiles ki dekh sakte hai aur is Sale ka laabh utha sakte hai.

बुधवार, 4 अप्रैल 2018

Loan from Mobile App | Get a loan online now - Details in Hindi

Loan from Mobile App.....

Aajkal Sabhi kaam Digital Platform par ho rhe hai, chahe vo Aadhar card bnwana ho ya Pan card ya kuch kharidna ho. Loan lene ke liye bhi aajkal bahut Sarkaari aur Private Bank Apne App par jaruri documents jma karwakar services de rhi hai. Agar Aapko 'तुरंत' Loan lena hai to aap in Apps ko dekh sakte hai. Aajkal ye Apps khaphi trending me hai, ye App aapko car loan, home loan, personal loan lene jaisi suvidha deti hai.

Isme Aapko jaruri documents upload karne hote hai aur iske baad ye App aapka 'Credit Score' check karta hai aur agar aap योग्य paaye jaate hai to ye fixed time ke andar loan de sakta hai. Aaiye jaante hai in 4 Applications ke baare me jo ye suvidha deti hai.......

1. PaySense
Ye App aapko Medical Emergency se lekar Smartphone kharidne tak ka loan dene ka daava karta hai. Lekin is App ki Suruvaati kuch Sharte hai jaise ye App Salaried Employees ko hi loan deta hai aur unke bank me har month kam se kam 15,000 salary aati ho aur uski age 21 se 60 years ke beach me honi chahiye. Agar aap ye sab conditions ko poori krte ho to ye aapko 3-4 working days me loan provide krne ka daava krta hai. App ki baaki Terms and Conditions aap download krne se pahele Google play Store Par jaake check kar sakte hai. Google App par iski rating 4+ hai.

2. Upwards Quick Loan
Google play Store par 4 rating wala ye App aapko 15,000 - 50,000 tak ka loan dene ka daava krta hai. Ye App aapko Car Loan, Bike Loan, Home Loan, Medical emergency aur bhi bahut loan aapko deti hai. Ye Company NBAFC affiliated Bajrang Investment Pvt Ltd. ke jariye loanee ko paise deti hai.

Loan from Mobile App | Get a loan online now
Loan from Mobile App | Get a loan online now

3. mPokket
Google Play Store par 4.5 + rating wala ye App jaruratmando ko loan provide krta hai. Ye App students ko unki jarurat me Paytm me loan ka amount pahuchane ka daava karta hai. Ye App khud ko ek Market Place btati hai jo jaruratmando ko loan provide krta hai.

4. Cashe - Instant Personal Loan
Ye App Applicant ko 2 lakh tak ka loan dene ka daava karta hai. Agar Applicant Terms and Conditions ke mutaabik योग्य paaya jaata hai to bina Paperwork aur time kharaab kiye kuch hi minutes me loan approve ho jaayega. Is App ko ab tak 5 lakh se jyada log use kar chuke hai. Ye App NBAFC affiliated Bhanix finance and Investment Ltd. se loan dilata hai.

Ham Aapko ye bta de ki hamne inme se kisi App ko Personal use me nahi liya hai. Ye list hamne Google Play Store par Ratings aur feedback ke maadhyam se bnaayi hai. Aap in sab Apps ki Tems and Conditions ko bilkul dhyaan se paree.

मंगलवार, 3 अप्रैल 2018

WhatsApp New Feature Coming Soon - Details in Hindi

WhatsApp ne Beta update me ek feature jaari kiya hai, jiski madad se iOS, Android, Window users jald hi bina kisi jhanjhat ke apne data ko ek naye number me transfer kar paayenge.

Ek website WABetaInfo ne tweet kiya hai " WhatsApp me puraane 'change number' features me kayi sudhar kiye gye hai. Isme aapko vishesh mobile numbers ko सूचित karane ki suvidha milegi aur duplicate chat ki samasya khatam ho jaegi ."

Ab users ye bhi chun sakte hai ki unhe kuch ya saare contacts ko notifications dena hai. Notifications ke liye users un mobile numbers ko bhi chun sakte hai, jinse vo chat kar chuke hain. Iske liye users ko WhatsApp setting mein jaakar account ke option mein change number ke option pe click krna hoga.

Isme aapko apna old aur new mobile number fill krna hai aur uske baad ye puchega ki aap apne phone me WhatsApp Contacts me se kise notifications bhejna chahte hai. Phir Migration ke baad aapki saari chat history puraane mobile number ki jagah new mobile number ke chat box par aa jayengi aur chat me ek bubble dikhne lgega, isse maalum ho jaayega ki users ke paas new number aa gya hai.
WhatsApp New Feature Coming Soon - Details in Hindi
WhatsApp New Feature Coming Soon

Is time pe WhatsApp ke 1.5 Arab active monthly users hai, jo roj 60 Arab message exchange karte hai. India me WhatsApp ke 2 crore users hai.

सोमवार, 2 अप्रैल 2018

Huawei launches world’s first triple rear camera phone, P20 Pro; coming soon to India - Details in Hindi

Huawei apne naye smartphones P20 aur P20 Pro ko jald hi India me launch krne wala hai. Ye model Huawei P10 ke hi upgraded version hai.  In smartphones me Artificial Intelligence Based Camera features diye gye hai. Ummid jtayi jaa rhi hai ki company apne naye smartphones ki bikri flipkart ke dwara kregi.
Filhaal India me Huawei P20 aur P20 Pro ki prices ke baare me koi jaankari saamne nhi aayi hai. Haalaki Europe me P20 ki price EUR 649 ( approx 52,000 INR) aur P20 Pro ki EUR 899 (approx 72,300) hai.

Huawei P20 aur P20 Pro Ke Specifications
Ye dono dual sim smartphones hai jo Android 8.1 Oreo Based EMUI par kaam krte hai. Ye Google ARCore aur Customised Google Assistant ko bhi support krte hai. Dono Smartphones me Huawei HiSilicon Kirin 970 Procesor diya gya hai. Huawei P20 me 4 GB RAM hai aur P20 Pro me 6GB RAM hai. Dono ki Internal Memory 128 GB hai. Dono hi smartphones me Dolby Atmos aur Dolby AC-4 Audio ke saath Stereo Speaker diye gye hai.

Huawaii P20 mein 5.8-inch full-hd+ (1080x2244 pixel) RGBW display diya gaya hai. Isme home button bhi diya gaya hai jisme Fingerprint Sensor bhi lga hua hai. Saath hi isme Gesture Support bhi diya gaya hai. P20 pro ki baat kare to isme 6.1-inch full-hd+ (1080x2240 pixel) OLED display diya gaya hai.

Vahi Agar In dono ki Battery dekhi jaaye to P20 3400 mAh aur P20 Pro ki 4000 mAh hai. Camera ki baat kare to Huawai P20 ke Rear mein dual Dual setup diya gaya hai. Isme 12 MP aur 20 MP ke 2 Cameras maujood hain. Company ke daave ke mutaabik ye dono milakar low light mein aachi photo click krte hai. Vaheen Huawai P20 ke front mein 24.8 MP ka Camera diya gaya hai. Isme 3d Portrait lighting effect bhi diya gya hai.


Huawei launches world’s first triple rear camera phone
Huawei launches world’s first triple rear camera phone

Doosri taraf baat karen Huawai P20 Pro ki to iske baack mein 3 Cameras hai. Iska top most camera ek tele photo lens vaala hai joki 8 MP ka hai aur isme 3x optical zoom di gayi hai. Doosara Camera 40 MP (RGB) ka hai aur teesra Camara 20 MP (Monochrome) ka hai. In Cameras mein ISO 102400 tak light sensitive di gayi hai. Company ka daava hai ki iss smartphone me sbse powerful zoom hai, isme 5x Hybrid zoom aur 10x digital zoom diya dya hai.

In dono smartphones me photography ko bahetar bnane ke liye Artificial Intelligence Support diya gya hai.

रविवार, 1 अप्रैल 2018

Freelancing Se Kaise Ghar Baithe Paise Kmaye - Details in Hindi

Aaj ke time me jyadatar log ghar me baithkar kaam karna pasand karte hai, inme se kuch logo ki family problems hoti hai aur kuch logo ki apni pasand. In sab logo ke liye Freelancing ek aacha option hai. To aaj ham aapko ye btayenge ki freelancing kya hota hai aur ham isse kaise ghar me baithker paise kma skte hai. Aur hm aapko 5 application aur websites bhi Freelancing ke upar btayenge jinse aapko bahut madad milegi. Hmne isme vo applications aur websites ke baare me btaya hai jinhe Google Play store par aachi-aachi rating mili hai aur users ne feedback bhi aache diye hai.

Freelancing kya hai
Bahut logo ko freelancing ke baare me pta nhi hai. Maanlo aapka kisi chiz me khaphi talent hai jaise photoshop, writing, painting,  music, dancing, computer expert, etc aur bahut si chizo me. To kisi ko in sab me se kuch karwana hai, maanlo ek photo bnwani hai to app uske kaam ko kr skte hai ghar baithe. Iske badle me vo aapko paise dega. To ise kahete hai Freelancing. Freelancing pe time ki ko limit nhi hai, aap jab chaho isme kaam kr skte ho. Haa, mahenat aapko yaha bhi krni hogi, kyuki bina mahenat ke aapko koi bhi paisa nhi dega. Lekin agar aapne is platform par bahetar kaam kiya to aap 1 ghante ke 50$ se bhi jyada kma skte hai.

Ab internet me kuch websites hai jo in sabhi chizo ki online service leti hai aur badle me aapko paise deti hai. To aapko un websites pe jaake apna account bnana hai jisme aapko apni skills aur apne baare me sab information fill krni hai. Isme aapko apna profile complete rkhna hai aur isme apna asli profile photo rkhna hai jisse logo ko aap par vishvaas ho.
Aur haa ek baat aur, Skill ko chunte sme apni sahi skill hi chune jisme aap perfect ho kyuki isme aapko ek test dena hota hai uske baad hi koi aapko kaam dega.
Freelancing Se Kaise Ghar Baithe Paise Kmaye
Freelancing Se Kaise Ghar Baithe Paise Kmaye

Freelancing ki Top Websites

1. Freelancer - Hire & Find Jobs
Google Play Store par 4.1 rating wale iss app ke jariye app duniya bhar me logo ko kaam de bhi skte hai aur le bhi skte. Ye app users ko premium aur basics subscriptions jaise options bhi deta hai, jisme daava kiya jaata hai ki aapko kaam jld se jld milega aur acchi se acchi kmayi hogi. Ye app Android aur iOS dono par available hai. 

2. Fiverr - Freelance Services 
Google Play Store Par is app ki rating 4.6 hai. IS app me aapko 116 tarah ka kaam milta hai. Ye App aapko request daalne ko kaheta hai, jisme aap apne baare pe jaankaari, jo aap kaam krna chahte hai, vo aap bhar de. Jiske baad jaruratmand party aapse contact krti hai aur budget ke hisaab se aapko fee offer krti hai.

3. Efii - Freelancers Near Me
Ye ek freelancer app hai jo aapko najdik me kaam dene wale se jorne ka daava krta hai. Isme aap bahut tarike ka kaam kr skte hai. Is app me aap sign in krne ke baad aap 'service offer' kr skte hai ya 'service request' kr skte hai. Is app ki rating google play store pr 4.7 hai.

4. Truelancer.com - Search Jobs and Hire Freelancers
Google Play Store par 4.4 rating wale ye aap daav akrta hai aap yaha kaam dhund bhi skte hai aur kar bhi. Ye app aapke kaam ki payment Paypal, Paytm jaise wallets me krta hai. yaha aap kisi ke business ya kisi ke personal kaam ke liye bahut saare work kar skte hai.

5. Freelancer - Hire & Find Jobs
6. Taskkers - Local Freelancers
7. Peopleperhour
8. Upwork
9. Toptal
10. Elance............

Ham aapko bta de ki ham inme se kisi bhi app aur websites ko apni taraf se koi rating nhi de rhe. Google Play Store par inki rating aur feedback se hmne ye list tayaar ki hai. Ham aapko ye sujhaav denge ki aap pahele har websites ya app ki terms and conditions jarur aaraam se aur dhyaan se baith kr pare.


Join With Us On YouTube

Featured Post

Whatsapp New Feature 2018 | Whatsapp Data Download Option - Details in Hindi

WhatsApp Messenger के बारे में तो सब जानते ही है, दुनिया का सबसे ज़्यादा इस्तेमाल किये जाने वाला Instant Message Sender App में कुछ नया अपडे...

Popular Posts

About Us

Founder & Author: My Name is Ishant Lalwani and I am from New Delhi, India. I am 18 year old boy. I am from Commerce Stream. I love computer Science very much. That's why i make this blog. In this blog I regularly use to write new
हमारे बारे में पढने के लिया .....क्लिक करें

Are you satisfied after visiting our blog ?